मंगलवार, 13 सितंबर 2011

HINDI DIVAS

         आज हिंदी दिवस है . सभी को शुभकामनायें , कुछ  का मानना  है कि  हमारी राजभाषा को वह स्थान नहीं मिल पाया है , जिसकी वह हकदार है , पर मेरा मानना है कि आज के समय में जो सक्षम है वही आगे बढ़ सकता है,  और हमारी  हिंदी में वह क्षमता है,  इसलिए वह समय दूर   नही    जब  हम  हिंदी  को सबसे आगे देखेंगे,  जय हिंद,,,,, जय हिंदी.....

HINDI DIVAS

           AAJ HINDI DIVAS HE.   KUCH LOG  KHTE HE KI HINDI HMARI RAJBHASHA HONE KE BAVJOOD USE  VH SAMMAN NHI MIL RHA HE,  PER MERA MANNA HE KI AAJ  KE SAMAY ME JISME XMTA HOGI VH APNE AAP AAGE NIKAL JAYEGA .  HMARI HINDI BHI AAJ DUNIYA KI JEEVANT AUR SAXAM BHASHA TO HE HI, TEJI SE AAGE BAD RHI HE AUR VH DIN  DOOR NHI  JAB USE HM SABSE OONCHE  STHAN PER DEKHENGE,  JAY HIND,,,,  JAY  HINDI..... .

शुक्रवार, 2 सितंबर 2011

progress of family

AAJ CHOTU NE TRACTOR KHARID LIYA , YEH SUNTE HI MN PRSANN HO GYA,  LGA KI WASTAV ME  KOI APNE KAM ME  STT  LGA RHE TO SFLTA MILTI HI HE. KHA  TO, DO PIDI PHLE  PRIVAR KE PAS KUCH BHI NHI THA, AAJ  TRACTOR , MKAN SB KUCH HO GYA HE, ISME BHI SABSE JYADA PROGRESS CHOTU KI HE,,,, KABILE TARIF....
.LGE RHO CHOTU BHAI,,,,
PURE PRIVAR KI SHUBHKAMNAYE TUMHARE SAATH HE.....

रविवार, 28 अगस्त 2011

JAY HO......BADHAI....

ANNA AUR HM SBKI JEET HUI,  MUZE TO PHLE DIN SE HI PTA THA KI ANNA AUR INDIA JITEGA,  KYOKI UDDESHYA  ACHCHHA HO TO SFLTA TO MILTI HI  HE, DER BHLE HI LG JAYE,
KHAIR,,, LADAI  LMBI HE,  PER KHTE HE NA,,  SHURUAAT HO GAI  TO ADHA RASTA TO PURA HO GYA... MAN LENA CHAHIYE .
AAP SBKO, HM SBKO PUN:   BDHAI....JAY  HO. ....  




रविवार, 21 अगस्त 2011

BACHHANIA: ANNA

BACHHANIA: ANNA: ANNA BDIYA KAM KAR RHE HE. HME UNKA SATH DENA CHAHIYE, IS SAMAY ME JO NIRPEKSH BETHA RHEGA, USE ITIHAS KBHI MAF NHI KREGA, ...

ANNA

              ANNA  BDIYA KAM KAR RHE HE. HME  UNKA SATH DENA CHAHIYE, IS SAMAY ME JO NIRPEKSH BETHA RHEGA, USE ITIHAS KBHI MAF NHI KREGA,  HME TAN, MAN, DHAN SE UNKA SATH DENA HI HOGA, VERNA HMARI ANE WALI PIDIYA HME KBHI MAF NHI KARENGI KI ITNA ACHCHHA AVSAR HM CHUK GYE.
              YH AVSAR SIRF CURRUPTION MITANE KA HI NHI HE ,  BLKI CHUNAVO ME SUDHAR, SYSTEM ME PRIVERTAN AUR IN SBLEBDKAR APNE BHARAT DESH KO WASTAV ME VISHV KI MAHASHAKTI BNANE KA HE, HMARE JIMMEDAR NETA ISKO SAMAZ NHI PA RHE HE, ISLIYE HM SBKO AGE ANA HE HOGA.

शनिवार, 20 अगस्त 2011